Tuesday, January 13, 2009

Angry sms

Kal ko milne ki aas rehne do,
Zindagi ki baqi pyas rhne do,
Apni khushiyan smait lo jana
Mujh ko u hi udas rhne do.


Aj rotha howa 1 shaks both yad aya
Acha guzra howa kuch waqt bohut yaad aya
Jo mery dard ko seenay mein chupa leta tha
Aj jab dard hua to bohut yad aya.


Hansi ne labon pe ana choor dia hai,
Khawabo ne palkon pe ana choor dia hai
Aati nahi hain tab se hichkiyaan bhi
Aap ne jab se yaad karna choor dia hai.


Wada kero per nibhana sikho
Chahat dil mein rakho per jitna sikho
U hi kisi ko intizar na karvao
Koi ager pyar se SMS kare to jawab dena sikho.


Jab chala chor k batlanay ki zahmat bhi na ki,
Khob tha dosti ek arsa nibhanay wala,
Dushmani k bhi tu aadaab hain aey dost bata,
Koi itna bhi na tha tujh ko batanay wala



khuda ne jab tumhe banaya hoga confusion ka moment ayya hoga ,kabhi monkey to kabhi donkey banaa chaha hoga , end main dono ka mixture pasand ayya ho ga.



jana!qatil se kabhi pyar na mango, apne hi gale ke liye talwar na mango, jal jao kari dhoop me khamoshi se lakin, apnon se kabhi saaya-e-dewar na mango

No comments:

Post a Comment